Uttar Pradesh Government ITI Online Form 2018 Complete Information....

Important Dates
---------------------
Application Begin: 30th April 2018
Last Date for Apply Online: 31st May 2018
Merit List Issued: 1st June 2018
Counseling Begin: Notified Soon

कौन सी बुक पढ़ूँ आई टी आई  में नंबर लाने के लिए
----------------------------------------------------------------
ITI ka koi Paper nahi hone ka Admission ke liye. Aapke agar 10th mein 80 Percent ke aas paas number hai to aapka number Merit mein aa sakta hai. Depend karta hai merit kitni high ya low jaati hai. Iss baar he aisa nahi ho raha ki paper nahi hoga 2017 mein form bhare gaye the unka bhi paper nahi hua tha Unka bhi selection merit ke base par huaa tha matlab Jiske 10th mein jyada number uska admission sabse pehle.

Application Fee
---------------------
General/ OBC: 250/-
SC/ST: 150/-
Aap kisi ITI College se Brochure kharid ke la sakte ho uss se form bharne par aapko fees jama nahi karni padegi kyuki uss brochure ki fees he ITI ki fees hogi means aapko ITI College mein he wo Brochure 250 ya 150 ka according to your Cast Milega.

Qualification
---------------------
10th Pass

Age Limit
---------------------
31 July 2004 ke baad apka janam huaa ho matlab 2004 mein august september october november december aage january february march...........2005 mein etc ve bhar sakte hai iss form ko. agar apki 10th ho gayi hai to aap iss umr ko cross kar chuke hai ✌

Form bharne ke liye zaroori baatein
---------------------
ऐसी एक टेबल आपको फॉर्म भरते हुए मिलेगी अगर आपके पास इनमे से कोई भी योग्यता हो तो उस ऑप्शन पर टिक करें। ऐसा सर्टिफिकेट आपको एडमिशन दिलाने में सहायता करेगा।

वरीयता-वरीयता अंक हेतु विशेष श्रेणी का चयन करें (एक या अधिक या सभी का चयन कर सकते हैं जो लागू हों)


Merit base pr selection hoga to aisa bhi ho sakta hai ki 2 baccho ke same number ho to jiski age jyada ho usse mauka diya jaayega aur agar age bhi same ho to uska selection hoga jisne pehle apply kiya ho.

form ko dhyan se sab padhke bharna aur agar kucch samajh mein na aaye to neeche comment box mein mujhse puuch lena

form bharne ke liye link neeche di gayi hai wahaan click karke form ko bhar sakte ho.

Apply Online: Click Here

Download Full Detail: Click Here

Official Website: Click Here
* * *
UP Polytechnic Result Click Here

UP ITI Online Form Click Here to Read More

Railway Group D Admit Card Click Here to Download

Railway Group D Paper Click Here to Know the Exam Date

Railway Group D Free Online Sample Paper Click here to take Online Test


No comments:

Post a Comment